Tum kya jaano kya hota hain raato ka jagna
Tum kya jaano kay hota hain apne sapne batna
Kya hota hain muskurahto me dard ka lahar daudna
Dabe jasbaato jo chhupane k liye baato ka modna.
Sochta tha, sochta hun..kaise hogi zindagi
aaj tum ho kal nahi,,, kya jee payegi zindagi..
fir kahi se sir uthata hain ek khyaal
tujhse pahle thi,,, tere baad be hogi ye zindagi.
Tute hue bikhre sapno ko, baahon me bharna
Sametna, sahejna, sirhane rakhna
tumhe kyu ehsaas ho,,,, shayad khabar bhi nahi
kya hota hain ek sapne k liye, sari duniya chhodna.